Hello friends aaj main appko bata raha hu mobile per free mein website or blog kaise banaye 75% people internet mobile per chalate hai maine bahut saare logo ko je comment karte hue dekha hai ki mobile per website kaise banaye jinke pass pc nahin hai je post main aunke liye likh raha hu google ki ek service hai Blogger.com yaha aap free mein blog bana sakte hai
Mobile per website or blog banane ke liye kya kya chahiye sabse pehle aapke pass ek smartphone hona chahiye ausme ek acha browser hona chahiye eg chrome ,opera etc agar aapke mobile mein nahin hai to app playstore se free mein download kar sakte hai aur aapke pass ek gmail id honi chahiye agar nahi hai to aap google per bana sakte hai
Main aapko chrome browser mein banaker dikha raha hu sabse pehle app chrome browser mein www.blogger.com per jaye phir aap aapni gmail id se login kare phir create your blog per click kare ab ek asi window open hogi
title mein apne blog ka name rakhe aur address mein apne blog ka url rakhe aur url aisa rakhe jo pehle kisi ne na rakha ho last mein koi ek theme select kare aur create blog per click kare lo aapki website banker teyar hai deyan de aapki website ka address kuch is parkar hoga www.inmobiletech.blogspot.com badh mein aap blogspot ko hata sakte hai domain name register karwa kar main apni agli post mein batauga domain name kya hai aur ishe kaise register karte hai agar aapko website banane mein koi dikat ya rahi hai to comment kare main aapki help karunga
1 Comments
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDelete